G Ka Pronunciation
English mein "G" ko kab soft aur kab hard
pronounce kiya jata hai, is ke liye kuch basic rules hain:
1. Hard
"G" (g as in "go")
Jab "G" kisi vowel (a, o, u)
se pehle ho, to aksar yeh hard sound hoti hai.
Examples:
1.
"
Garden "
2.
"Go"
3.
"Ago"
4.
"Gum"
5.
"Give"
2. Soft
"G" (g as in
"gentle")
Jab "G" kisi vowel (e, i, y) se
pehle ho, to aksar yeh soft sound hoti hai.
Examples:
1.
"Gentle"
2.
"Giraffe"
3.
"Gym"
Exceptions
English language mein kuch exceptions bhi
hain jahan yeh rules apply nahi hotey, jaise:
"Gift" mein "G" hard
sound hoti hai, halaan ke iske baad "i" hai.
"Get" mein bhi "G"
hard sound hai, magar "e" ke baad hoti hai.
In rules ko
yaad rakhne se aapko "G" ke sound ko samajhne mein madad milegi,
lekin practice aur common words ke saath familiar hona bhi zaroori hai.
To download in Click here